very sad bewafa shayari for facebook, very sad bewafa shayari in hindi, sad bewafa shayari 2 line, sad bewafa shayari fb, sad bewafa shayari in urdu, bewafa shayari facebook page, bewafa dost shayari 2 lines, aansoo dard bhari bewafa sad bewafayi shayari, bewafa shayari 140 words, sad shayari dard bhari shayari aansoo, hum bewafa nahi shayari, dard bhari bewafa shayari, bewafa shayari 2016, latest bewafai shayri, dard sher o shayari in hindi new…..

Chalo Mana Ki Tum Wafadar Hi Sahi…
Hum To Hum Hai Gunahgar Hi Sahi….
Hum To Hum Hai Gunahgar Hi Sahi….
Chand Rooz Mai Fesla Ho Jayega Sabka….
Tab Tak Tumhare Liye Ye Bahar Hi Sahi….
Tab Tak Tumhare Liye Ye Bahar Hi Sahi….
Mujhe Pata Hai Main Kisi Kaam Ka Nahi….
Tumhare Liye Main Shayad Bekar Hi Sahi….
Tumhare Liye Main Shayad Bekar Hi Sahi….
Jab Bulawa Aayega To Jana To Padega Hi….
Use Kya Fiqr Hai Chahe Tu Beemar Hi Sahi….
Use Kya Fiqr Hai Chahe Tu Beemar Hi Sahi….
Marna To Fir Bhi Hai Tujhse Ruburu Hokar….
Chup Rehne Se Achcha To Fir Izhar Hi Sahi…..
Chup Rehne Se Achcha To Fir Izhar Hi Sahi…..
Apne Sare Dard Tu Mujhe De De Nishu…
Kuch To Banu Chahe Tere Dard Ka Haqdar Hi Sahi…
Kuch To Banu Chahe Tere Dard Ka Haqdar Hi Sahi…
Mujhe Apni Banho Mai Sone De Ek Raat…
Chahe Uske Baad Mile Kabr-E-Yaar Hi Sahi…..
Chahe Uske Baad Mile Kabr-E-Yaar Hi Sahi…..
heart touching bewafa shayari sms in hindi for girlfriend, heart touching sad shayari in hindi for girlfriend, bewafa shayari in hindi for girlfriend 140 words, latest bewafa shayari in hindi font for girlfriend, new bewafa shayari in hindi for girlfriend 2016, heart touching shayari in hindi 2 lines, heart touching shayari in hindi for facebook, dard bhari sad heart touching bewafa shayari in hindi, heart touching love shayari in hindi for boyfriend…..
U Pyar Karti Hai, Ye Sun Ne Ko Kyu Tarasa Rahi Hai…
Jhootha Hi Kehde, Mujhe Tu Kyu Tadpa Rahi Hai…
Jhootha Hi Kehde, Mujhe Tu Kyu Tadpa Rahi Hai…
Chal Aaj Mat Bol, Shayad Kuch Bandishe Hai…
Maaf Kia Tujhe, Jaanta Hoon Pyar Tujhe Hai…
Maaf Kia Tujhe, Jaanta Hoon Pyar Tujhe Hai…
Pyar Me Pagal Toh, Karar Ho Chuka Hoon…
Aaj Toh Is Zindagi Se, Farar Ho Chuka Hoon…
Aaj Toh Is Zindagi Se, Farar Ho Chuka Hoon…
Ae Jaan, Ek Khwaish Hai Meri…
Puri Karna, Tujhe Kasam Hai Meri…
Puri Karna, Tujhe Kasam Hai Meri…
Jab Meri Mayyat Me Tu Aa Jaye…
Tujhe Dekh Meri Laash Bhi Muskura Jaye…
Tujhe Dekh Meri Laash Bhi Muskura Jaye…
Mooh Dhaka Ho Gar Kafan Se Mera…
Hatana Use Halke Haath Se Zara…
Hatana Use Halke Haath Se Zara…
Phir Keh Dena Dheere Se Mere Kaan Me…
Ki, Haan Tu B Mujhse Bahut Pyar Karti Hai…
Ki, Haan Tu B Mujhse Bahut Pyar Karti Hai…
Shayad Aasman Me Hi, Hasta Hasta Chala Jaun…
Jate Jate Tujhe, Laakh Duaen De Jaun…
Jate Jate Tujhe, Laakh Duaen De Jaun…
Aaj Aaram Karle, Kal Thak Jana Hai…
Bhulna Nai, Meri Mayyat Pe Tujhe Ana Hai…..
Bhulna Nai, Meri Mayyat Pe Tujhe Ana Hai…..
bewafa shayari sms in hindi for girlfriend, bewafa shayari in hindi for girlfriend long shayari, bewafa shayari in hindi font for girlfriend, bewafa shayari in hindi for girlfriend 2016, latest bewafa sms in hindi for girlfriend 120 character, bewafa sms in hindi for girlfriend 100 words, bewafa shayari in hindi for boyfriend, bewafa shayari in hindi wallpaper, bewafa shayari in hindi for love…..

Izzat Itni Na Utaar Meri, Ki Aaine Se Aankh Na Mila Paun…
Aaina Bhi Palat Ke Bole Mujhe, Toot Kar Main Choor Ho Jaun…
Aaina Bhi Palat Ke Bole Mujhe, Toot Kar Main Choor Ho Jaun…
Pyar Me Pagal Bahut Dekhe, Na Dekha Tere Jaisa Koi…
Ghar Baar Toh Becha Kaiyo Ne, Tu Toh Sharam Bech Aya Hai Kahin…
Ghar Baar Toh Becha Kaiyo Ne, Tu Toh Sharam Bech Aya Hai Kahin…
Itna Zalil Hoke Bhi, Gar Pet Na Bhara Ho Tera…
Doob Marr Kisi Kuwe Me, Hatt Ja Saamne Se Zara…
Doob Marr Kisi Kuwe Me, Hatt Ja Saamne Se Zara…
Main Nasamajh Gaya Marne Bhi, Kuwe Ne Bhi Kar Diya Inkar…
Bola Naa Kar Ganda Mujhe, Is Layak B Nahi, Tu Hai Bekar….
Bola Naa Kar Ganda Mujhe, Is Layak B Nahi, Tu Hai Bekar….
Kuch Toh Izzat Rakhta Teri, Itna Kyu Ho Gaya Lachar…
Meri Toh Zubaan B Na Khuli, Itna Karta Tha Main Usse Pyar…
Meri Toh Zubaan B Na Khuli, Itna Karta Tha Main Usse Pyar…
Kya Ilzaam Lagata Uspar, Jo Kabhi Thi Hi Na Meri…
Sab Kuch Luta Diya Uspar, Doob Gai Naav Bhi Meri…
Sab Kuch Luta Diya Uspar, Doob Gai Naav Bhi Meri…
Dil Nikaal Kar Rakh Diya, Tab Bhi Kadar Na Jaani Meri…
Kaha Door Rakho Ise, Daag Na Lage Kapdon Pe Kahin…
Kaha Door Rakho Ise, Daag Na Lage Kapdon Pe Kahin…
Rakha-Rakha Dil Sookh Gaya, Ek Nazar Bhi Na Uski Padi…
Aakhir Waha Se Chal Pada, Shayad Woh Mujhe Roke Kahin…
Aakhir Waha Se Chal Pada, Shayad Woh Mujhe Roke Kahin…
Najane Kiss Bhram Me Tha, Door Pahunch B Na Awaz Koi…
Palat Ke Dekha Phir Wahin, Meri Parchai B Na Mili…
Palat Ke Dekha Phir Wahin, Meri Parchai B Na Mili…
Usne Bhi Saath Chod Diya Mera, Tanhai Ki Sazaa Mujhe Mili…
Ab Sochta Hoon Kaise Marr Jaun, Jahan Kisi Se Aankh Hi Na Milani Pade…
Ab Sochta Hoon Kaise Marr Jaun, Jahan Kisi Se Aankh Hi Na Milani Pade…
Kaise Duniya Se Hawa Ho Jaun, Jahan Laash Bhi Na Jalani Pade…
Aye Khuda Tu Hi Madat Kar, Khinch Le Aakhri Saanse Meri…
Aye Khuda Tu Hi Madat Kar, Khinch Le Aakhri Saanse Meri…
Ab Na Aur Jeene Ki Sazaa De, Apne Paas Bula Le Wahi…
Apne Paas Bula Le Wahi……..
Apne Paas Bula Le Wahi……..


No comments:
Post a Comment